Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC -Crop insurance online Apply – How to apply PMFBY – Insurance Online Apply

Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC -Crop insurance online Apply – How to apply PMFBY – Insurance Online Apply

Introduction –

CSC lene wale logon ke liye aaya hai bada new mauka jiske jariy wow pradhan mantri fasal bima yojana 2024 appply kar sakte hai. fasal 2 types ke hote hai ek garmi ke dino mein karna aur ek barish e dino mein karna. Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC indoni barish ka mausam hai aur farming karna log suru kardiye hai sath me fasalpn ki Bia karane ke liye bhi Online karna start hogaya hai. to aayi ye CSC ke jariye kese fasal bima yojana ka application karenge isme baare mein full details se sakajhte hain.

Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC

kese CSC portal ki madat se ap Fasal bima apply karte hai process diya jayega ki kese apply karna hai guidence ke sath kisano ko kese karna hai Step by step Process. kis tarah se kisano ka premium apko submit kana hai kitna commision milega dekhte hain.

Crop insurance online Apply – How to apply PMFBY

  1. Toh Sabse pehle apko Pradhan mantri Fasal bima yojana ki official – pmfby.gov.in website mein jana padega. Official page me jane se apko waha website ki pehli jhalak dikh jayegi. sabse important yeh hai ki pehle apko crop insurance ka premium calculate karna padega.
Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC -Crop insurance online Apply – How to apply PMFBY – Insurance Online Apply

2. sabse pehle humko insurance premium calculator dekh ke kitna hoga check karlena hai uske baad onlie karte time amount bharenge waha par. Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC insurance calculate me ap jakar ap waha ek form open hota hai jo Fasal karoge uska name, Season, year, Scheme matlab Fasal bima yojana, State district, aur kitne area meinwoh kheti hogi uski jankari dekar form ko submit karein. submit karne se waha kitna premiuom katega, government ka premium kitna hoga, aur kisanka insurance kitna rahega waha nikal ke ajayega, humko kisan ka abhi ke liye kisan ki insurance premium me homko dhyan dena padega.

3. uske baad apko main application yani apni csc mein login kar ke aana hoga. uske liye pehle diye gaye offcial page me Enrollment partners ka option diya gaya hai, usme click karne se CSC ka option ayega usme clcick karke ap CSC me ja kar login ho sakte hain.

Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC -Crop insurance online Apply – How to apply PMFBY – Insurance Online Apply

4. CSC ke page mein Login karke ap iss tarah ka interface ayega iss page me jake state select karke search karke jitni bhi fasal bima ki jaankari hai apke waha current times ka sab dikha dega sabse latest fasal ko select karke fasal name ke sath uss schemes government ka select karna hoga. koi problem hota hai fasal bima ya kuch ese kaam se apko to district manager ya coordinator se baat karein.

Read also – How to apply Police Verification certificate Online for all states 2024

5. kyunki jis state mein bhi fasal bima agency ko government ne hire kiya hai jo agency fasal bima karati hhai waha ka ladka apko puri tarah se madat karega kisano ko apke center tak online bima karane ke liye bhi ok. Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC iss page me fill karke fasal bima service scheme search karke submit karne se niche diya gaya CSC fasal bima application form open hojayega.

Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC -Crop insurance online Apply – How to apply PMFBY – Insurance Online Apply

6. iss page ki photo mein ap dekh sakte hain ki 6 categories mein yaha fasal bima se jude ky ky kar sakte hai in sab chijo ke baare mein bolayagaya hai. Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC jese ki application form, paid applications, unpaid applications, reverted applications, approved applications aur rejected applications. toh bima applicaion ki prcess ke liye application form me click karein aur application online form open ho jayega.

Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC -Crop insurance online Apply – How to apply PMFBY – Insurance Online Apply

7. Application form mein aane ke baad ap yaha isme ap Scheme ko sabse pehle select karde uske baad Customer ka bank details apko dalna padega. yah 2 types se bank details dal sakte ho IFSC code k sath agar nhi hai to no karke normal jo ayega usko dal de. uske baad check bank details and continue ka button me click karde .

Read also – GST Nill Return Filling Online

8. uske baad aur ek form ayega jisme farmer details dena padega. uske baad apko ye page complete karne ke baad crop details feel karein. Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC uske baad land details dalna hai useme land details dalne se kon se area mein konsa kaam horraha hai uska details ayega. agar farmer kisi ka zameen use karraha hai toh uska bhi details land owner ka dega. yahafarmer ka premium amount all details ajayega kahi par agar wrong password dale ho to uska bhi correction karne ke liye cross marked hai jisko karke sahi etails fill kar sakte ho.

Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC -Crop insurance online Apply – How to apply PMFBY – Insurance Online Apply

9. Document upload jese ki customer land record, passbook, showing certificate, tenant crtificate, ye sabhi document upload kardena hai aur nicche submit button me click kardena. Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC uske baad review ka options ayega to sab chizein sahi fill hua hai ya nhi dekh kar verification kar lena hai iske baad payment ka options ayega.

Pradhan Mantri Fasal Bima Yojana Online Apply CSC -Crop insurance online Apply – How to apply PMFBY – Insurance Online Apply

8. payment options aane ke baad apna csc ki login password dalkar payment process ko complete kardena hai jiske kuch der baad wait karke application succesful dikhata hai aur print options ayega application ofrm ko print aur download karke apne paas rakh sakte hain.

Farmers fasal bima yojana ka onlnie insurance karana chahiye isse agr kheti mein koi nuksaan horah ho toh us asubidhao se woh aram pa sakte hai kuch arthik subidhao se.

Instagram Link – Click Here

Telegram Link – Click Here

Subscribe on YouTube – Click Here