Mobile Phone Advantages and Disadvantages in 2021

Mobile Phone Advantages and Disadvantages:- Aaj kal Mobile Phone ka istemal bahut sare log kar rahe hain chahe ho garib ho ya fir amir ho. Mobile Phone abhi bachon se lekar budhe tak sabhi log use kar hi rahe hain sath me ghar me beithe mahila bhi Mobile Phone ka use karne me pichhe nahi hat rahe hain. Mobile Phone humare life me ek ehem bhumika nibha rahi hai kyun ki bina Mobile Phone ke aaj kal kuch bhi karna possible nahi hai. Mobile Phone humare life me jitna fayde de rhaa hai utna hi nuksan bhi de raha hai to chaliye jante hain kya hai Mobile Phone ki Fayda or Nuksan. Mobile Phone Advantages and Disadvantages

Mobile Phone Advantages and Disadvantages
Mobile Phone Advantages and Disadvantages

Mobile Phone Advantages – Mobile Phone ke Fayde

Mobile Phone se hum kisi bhi location se kisi location tak apna awaj pahuncha sakte hain or samne wale ki awaj bhi sun sakte hain.

Mobile Phone ka use karke hum Online se kafi information le skate hain.

Mobile PHone me bina Internet ke kuch bhi nai milta, Agar Mobile Phone me Internet Connectivity hai to hum hard work karke achha khasa paisa bhi kama sakte hain.

Read Also: How to Control Acidity Problem

Mobile PHone se hum Online khana order kar skate hai, Online Shopping kar sakte hain, Online Ticket Book kar sakte hain (Train Ticket, Flight Ticket and Bus Ticket), Online Hotel Booking or bhi bahut sare kaam hum Online se kar skate hain bas Apna Mobile se hi.

Mobile Phone ka use karke hum Mobile Banking se apna account ka paisa kisi ko bhi transfer kar skte hain ya fir statement dekhna hai to wo bhi download kar skate hain. Aapko bank jaakar ghanto line me khade rahne ki bilkul bhi jarurat nahi.

Mobile Phone se hum Train ki current Location Pata kar sakte hain. Flight ki details haasil kar sakte hain.

Kisi person ke bare me janna hai to mobile phone me google open karke bas unka name type karne se details aajata hai ab aap pura padhkar jankari haasilk kar skate hain.

Or bhi bahut sare fayde hain Mobile Phone ka

Read Also: Mobile Phone Garam kyun hota hai

Mobile Phone Advantages and Disadvantages
Mobile Phone Advantages and Disadvantages

Mobile Phone Dis-Advantages – Mobile Phone ke Nuksan

Mobile Phone ki jitna fayde hain utna hi nuksan bhi hain isiliye hume Mobile Phone ko achhe se dekh kar istemal karna chahiye.

Mobile Phone se nikalta Radiation humare Body ko nuksan pachuncha sakta hai, Jab bhi humara Mobile Phone ka battery low hota hai tab humko Calling pe baat nahi karni chahiye kyun usi time Mobile PHone me radiation high hota hai, agar hum us waqt mobile phone se baat karenge to humare body ko bad effect padta hai.

Mobile Phones ki jyada instemal se dimag me jor padta hai jo ki humare liye sahi nahi hai.

Mobile Phone agar bachho ki haat me pad jata hai or wo Mobile Phone ki bina khana bhi nahi khate to samajh jana apka Mobile Phone aapke bachhon ke liye khatra sabit ho sakta hai.

Mobile Phone agar galat company or local company ka lete hain to battery blast hone ka khatra hota hai.

Mobile Phone se jyada calling me baat nahi karni chahiye kyun jyada baat karne se sidhe humare Brain ke upar bad effect padta hai. Agar apko baat karne hai to 15 minutes se jyada lagatar baat mat kijiye or humesha apna left ear se hi baat karne ki jyada se jyada kousi karen.

Bachhon se humesh Mobile Phone ko dur rakhiye, Bachhon ko Mobile ki aadi mat banaiye.

Raat ki samay Mobile Phone ko apne bistar me rakh kar mat soiye, human body ke liye mobile phone thik nahi hai lagatar agar 7 ghante se upar kisi bhi human body ke paas rahta hai or wo bi internet connection ke sath to us body me kharap prabhab padta hai.